Do Zulmi Naina – Aai Bahar lyrics

Movie/album: Aai Bahar
Singers: Shiv Dayal Batish
Song Lyrics/Lyricists: N/A
Music Composer: N/A
Music Director: N/A
Music Label: Saregama
Starring / Cast:
Release Date:

Aai Bahar – Do Zulmi Naina lyrics

Do zulmi naina maar gaye
Wo jeet gaye hum haar gaye
Main kaa karu
Kuchh wo darein duniyaa se
Kuchh main daru

Zakami dil le kar jaaun
Kahaan koi bole
Zakami dil le kar jaaun
Kahaan koi bole
Yaa humein bana le
Apna yaa mera ho le
Yaa humein bana le
Apna yaa mera ho le
Jug jug wo jiyen jag
Mein aur main maru
Kuchh wo darein duniya se
Kuchh main daru
Do zulmi naina maar gaye
Wo jeet gaye hum haar gaye
Main kaa karun

Ek rog niraala hum ne paala,
Kayaa karoon bata de
Koi sunne waala
Ek rog niraala hum ne paala,
Kayaa karoon bata de
Koi sunne waala
Ro ro ke pukaare dil
Naino ne mara
Ro ro ke pukaare dil
Naino ne mara
Sukh mein kate din
Mere hai koi pyaara
Sukh mein kate din
Mere hai koi pyaara
Jug jug wo jiyein jag
Mein aur main maru
Kuchh wo darein duniya se
Kuchh main daru
Do zulmi naina maar gaye
Wo jeet gaye hum haar gaye
Main kaa karun

Leave a Comment